Radish ka Suff paratha Recipe

Recipe By Archana bardeja

Sabse pahle hum Radish ko cheel kar achi tarah pani se dho lenge phir usko kadukas karke namak laga kar rakh denge ab humko isko banane ke liye white flour Cahiye hoga to hum ek battam mein aata ko dalkar usme Salt dall denge aur pani se aata ko acchi tarah se gundh kar rakh lenge ab Jo humne pani laga kar radish rakhi thi usko dono hatho mein lekar pani ko acchi tarah nichodh lena hai aur ek bowl mein dall kar rakh lenge aur pan mei ek spoon oil dalkar usme stuffing ko dall kar pani sokhne tak bhun lenge aur thanda hone ke liye rakh lenge

0
0 Rating -
Rate
Vegdiet
1hr 20minstotal
1hr 20m.total
Radish ka Suff paratha
plan
Bookmark

ingredients serve

Ingredients for Radish ka Suff paratha Recipe

  • 0.67 nos Radish big size
  • 66.67 gm aata
  • As required Oil ya ghee
  • As required Namak taste accordimg
  • As required Hara dhaniya
  • As required Hari mirch kuti hui
  • As required kasturi methi
  • As required Ajvain

Directions: Radish Ka Suff Paratha Recipe

  • STEP 1.ab Radish ki stuffing banayenge Hum Radish mein ajvain dhaniy mirch kasturi methi dalkar namak mila lenge but hum namak check karke dalenge kyuki humne Radish amd aate mein bhi namak dala tha ab isko alag rakh lenge
  • STEP 2.Ab aate ki loi lekar hum usme Radish ki Stuffing ko bharkar parathe ki tarah sake lenge pahle ek side phir dusri side issi tarah hum sare parathe sake lenge
  • STEP 3.Aap isme Oil ya Ghee Jo khate ho use kar sakte ho
  • STEP 4.Ab paratho ko Curd ya pickal ke sath garmagarm serve kariye
  • STEP 5.Paratho ke upar aap Thodha sa Amul butter ya white butter laga lijiye
Nutrition
value
0
calories per serving
Other

Current Totals

    Percent Daily Values are based on a 2000 calorie diet. All nutritional information presented are estimates and not meant to substitute professional dietary advice or treatment
    show more
    Recipe available on Loading... community profile
    Recipe By Archana bardeja