Basan gatta Gravy Recipe

Recipe By Archana bardeja

Sabse pahle Ek bartan mein basen lena hai aur usme hume 2 Spoon Oil dalna hai and avaji namak mirch dry methi dall kar achi tarah se sabko mix kar lena hai phir thodha sa pani lekar basen mein dalte hue aate ki tarah kar lena hai phir dono hatho mein thodh thodha lekar chote Chote roll bana lene hai aur rakh lena hai

0
0 Rating -
Rate
Vegdiet
3hr total
3hr total
Basan gatta Gravy
plan
Bookmark

ingredients serve

Ingredients for Basan gatta Gravy Recipe

  • 62.50 gm Basen
  • As required Oil
  • 1/2 nos Onion
  • As required Garlic
  • As required Ginger
  • As required Tomato
  • As required green chilli
  • As required garam masala
  • As required Haldi
  • As required dhaniya
  • As required namak taste according

Directions: Basan Gatta Gravy Recipe

  • STEP 1.ab ek bhagone mein pani dalkar boil kar lena jab pani boil hokar ubala dene lage to usme basen ke banaye hue roll dall kar 15 minut pakaye jab Roll pani ke upar tairne lage to nikal kar check kar le ki kuche to nahi hai ab isko gravy mein salne ke liye hume iski gravy banani hai
  • STEP 2.Ab 2 pyaj 2 tamater 1 chota sa ginger ka peacr 4 garlic ki kali 2 hari mirch in sabko kat kar mixi mein paste bana lenge Aur bartan mein nikal lenge ab 2Tamater ko bhi mixi mein piss kar alag rakh lenge
  • STEP 3.ab kadhi mein thodha sa oil dalkar usme ye pyaj vala masala dall kar brown hone tak bhun lenge phir Tamater ki pyoori ko bhi usme dall kar mila lenge ab sabhi dry masale dall kar achi tarah se sabko bhun lenge aur gravy banane ki liye usme pani add kar de ab jitne gadhi gravy rakhni hai uske hisab se aap pani add kar de aur usme basen ke banaye hue gutte dall kar paka le aur pak jane par utar le
  • STEP 4.Ab isko kisi bowl mein nikalkar hari dhaniya se saja de isko aap roti and Rice ka sath lunch ya dinner mein le sakte ho
  • STEP 5.Spice banane ke liye aap apne anusar masale add kar sakte ho
Nutrition
value
0
calories per serving
Other

Current Totals

    Percent Daily Values are based on a 2000 calorie diet. All nutritional information presented are estimates and not meant to substitute professional dietary advice or treatment
    show more
    Recipe available on Loading... community profile
    Recipe By Archana bardeja